Good work in your job

Proper work 
5S to SUCCESS 

  1. SHORT 
  2. SET
  3. SHINE 
  4. STANDARDIZED 
  5.SUSTAIN.
Hum apne kam me kitna badlaw la sakte hai ye hume sikhne ko milta hai 
1 short 
Short yani aap jahape kam karte ho wahape us kam ki line stacking yani us product ki stacking sahi honi chahiye.
2.set in order 
Set in order yani t gharpe apni cheeje proper kahape rakhte ho yani kapdoki jagah kapda,stationary ki proper jagah,
Kuch tool unki proper jagah,ye sub cheejo apni apni jagah matlab unki set in order.
3.Shine 
Jahape hum kam karte hai waha ki jagah 
Clien honi chahiye honi chahiye saf sutri 
To kam karne me interest badhta hai
4.Standardize
Matalb aap apne kam me kya badlaw late hai jo apne badlaw kiya o sahi ho raha hai.
5.Sustain 
Matlab ye jo hum 4 batein apne roj ke work me karte hai wo hum roj kare usko firse kare 
Bus ye 5 batein yaad rakhiye aap successfully ho  jaoge 

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »
Comments

Thank for comment
EmoticonEmoticon